andhere , tanhaieyoun se bhare hue fir se mujhe apne aagosh mei samet letein hain. Bhuut koshish kar raha hun jeene ki , lekin ---- lagta hai ki ki yeh hi kismat hai , baar baar bhaga hun in tanhaiyeouh se , per har rasta laout kar fir en khamosh kinaroun mei hi pahuncha deta hai.
Kitna chah ki sab sun lein ki mei bhi ek insaan hun , kuch apni bhawna bhi hai , chot ka ehsas bhi hota hai , har baar muskurata raha hun ki mere ansson kisi ko preshaan na karein , fir bhi yeh andhere raste mujhe nigal hi lete hain --
mashoor lines hain ( JANE WOH KAISE LOG THEH JINKO ------)
KAAMP UTHAHTA HUN MEI YEH SOONCH KE TANHAIYE MEI ,
MERE CHEHERE PER TERA NAAM NA PADH LE KOI.
There was a time of the dream boy , bubling with a youthful laughter , thinking that the world is full of happiness & with persons who only knew to smile , but see his destiny -- he was never able to see beyound that or beneath that --where the rare truth was there -- NONE IS ALLOWED TO LAUGH--khushiyan kab khawab ban gaye , woh pal dream boy aaj bhi dondta hai .
( mujhe nahi malum ki dream boy ka yeh sonchna theek bhi hai ya nahi , mei khudh bhi hairaan hun uski en batoun se --aap hi kuch salah karein )
dhoop ki shidaat se ghabraya toh ghut kar rah gaya ,
mera saya mere kadmo se lipat kar rah gaya.
AND THAN THIS IS ALSO SAID
gulshan mei fakat phooloon se nahi kantoun se bhi jeenat hoti hai ,
jeene ke liye es duniya mei gam ki bhi jarrurat hoti hai.
AND THAN THIS IS ALSO SEEN
ek tajmahal hi meri basti mei nahi thah ,
kate hue hathon ki toh tadad bhuut thih.
AND SUMMING UP
chandh lafjo mei pashida meri kahani hai ,
phela ishaq dosri jawani hai ,
dil ke jhakam pe chidak kar dhekh,
jam gaya toh khoon , bah gaya toh pani hai.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment