Tuesday, May 26, 2009

sitaroun ke paar ek jahn aaour bhi hai

wo barishon me bah gaya, jise mujh me badalon sa yakeen thakabhi ,
murr ke ye bhi to daikhti ke mera wajood mera zameer tha......

I have seen & heard so many many stories & persons in thier presence that whenever their heart prevails & comes to a decision makeing ,they fail to deliever the required boldness -the boldness which would have made their work so easy and the result so affirmative--It has always been accused that males are being the most outspoken , ruthless speakers and never know what is "Sabhayta" all this accusation from the respected ladies of our so called respected society , but try this experience of males
mujhe tumse pyar tha , ek yahi sach tha or mere dil ko ye yaqeen tha ,
ki meri mohabaton ka tu kayal thih......

Long back say 1993 , i also experienced one that experience--kabhi aapko woh shakhshiasth ke rubaroo achanaak ho jatein hain jiska khawab aaapne baar baar dhekha ho --jiska sonchne se hi ek tandhak si mehsoos hoti hai--lagta hai ki aap kabhi unke sath seitaron ki duniye ke uuss paar chal dete hain , ek chandni se feli hui hoh , rajnigandha ke phool charoon taraf khushboo bhikherte hoh aaur fir dhekhiye gajab to yeh bhi hai ki chameli or mogre ke phoolbhi ek suhana sa afsana paida karne mei lage hon
tumhe shook tha ke kisi jazeery pe tumhar naamon ke bhi phool hon ,
isliye hi shayad..
mujhe pyar karana sikha gaya mera dost jo ,
sub se kareeb tha ....

toh fir aaou , hathon mei hath dalle , nikal padein is jahan se kahin doo--or , jahan ek jahan aaour bhi hai -
kabhi saahilon pe phiroo-ge ,
to tumhain wo sippiyaan hi batain-gi ,
meri aankh mai tare liye jo simat gaya, woh ashk sabse haseen tha.......

aaour fir kabhi woh hon ek dudhiya , oous mei lipte hue , kahin doo-or se ek aawaj bulaye

meri aankh mai tare liye jo simat gaya, woh ashk sabse haseen tha......
.woh ashk sabse haseen tha...!!

misssing someone,sometime more than i expect ....!!!

No comments:

Post a Comment